In Sad Shayari in Urdu, we provide you Shayari in Urdu to tell other people the state of your sad heart. In this section, you will find a large collection of the best Sad Shayari in Urdu, which we hope you will like. Sad Shayari express your broken heart feelings. It will help to convey messages to others.
Sad Shayari is a type of poetry expressing sad and heartbroken feelings in Urdu. You can find various Sad Shayari in both Urdu and English in this collection. Choose Shayari that matches your emotions and send it to your loved ones and friends. Additionally, you can share sad status pictures on WhatsApp and Facebook from this collection We have many poets that express the different feelings of Shayari…Also, Check Sad Shayari in English
Sad Shayari In Urdu
When someone’s heart is broken by the person they loved, they often turn to sad poetry in Urdu to express their feelings. Sad poetry talks about common human emotions like loneliness, loss, and the hurt of unreturned love. It can be a way to cope with events like losing a loved one or the end of a relationship. The best sad poetry in Urdu is like medicine for those who haven’t experienced love. Good sad poetry can make you feel deeply. One of the most famous poets of Urdu sad poetry is Nasir Kazmi.
- Assan Nahi Hai Mujhe Parh Lena Lafzon Ki Nahi Jazbaat Ki Kitaab Hun Main
- Hasil Mujhe Tu Phele Bhi Nahi Tha Khoya Main Ne Tujhe Aaj Bhi Nahi Ha
- Hasil Mujhe Tu Phele Bhi Nahi Tha Khoya Main Ne Tujhe Aaj Bhi Nahi Hai
- Dawa Bhi Chal Rahi Hai Marzz Bhi Barh Raha Hai Jaane Kon Mere Marne Ki Dua Kar Raha Hai
- Humare Pass Jo Degree Hai Nafsiyat Ki Hai Rowaiya Kaise Badlta Hai Hum Samjhty Hain
- Yeh Jo Hum Tujhe Jata Howa Dekh Rahy Hain Aise Tu Chali Jaye Gi Benaaii Hmari
- Aur Phr Kuch Raaten Aisi Bhi Hoti Hain K Saans Lena Wabaal Lagta Hai
- Hasraten Roog Ban Gai Murshad Logg Zehni Mareez Kehty Hain
- Main Ne Aik Shakas Jeet Kar Haara Ab Mujhe Khel K Maidan Bure Lagty Hain
- Shifa Deta Tha Kabhi Kisi Ka Marhami Lehja Wo Maseeha Mujhe Beemar Kar K Chohr Gaya
- Jab Tum He Mere Muqabil Ho To Fatah Kesi Jao Hum Saari Khusiyan Waar Gaye, Hum Haar Gaye
- Jee Main Aata Hai Sab Chohr Dun Aik Shabb Aur Kamry Main Kahen Likh Dun Maazrat
- Akhar Kitna Chahna Parta Hai Aik Shakas Ko K Wo Kisi Aur Shakas Ko Na Chahy
- Ghutan See Hone Lagi Hai Uske Pass Jate Howe Main Khud Se Rooth Gaya Hun Use Manaty Howe
- Hai Ajjab Mizaj Ka Shaks Wo Kabhi Hum Nafass Kabhi Ajnabi
- Itna Rooth Gaya Hai Wo Mujh Se Jaise Kisi Aur Ne Manaa Liya Ho
- Phir Koi Aas Mar Gai Shaid Kiyun Zameen Assman Soog Main Hai
- Aduhry Khuwab Ki Dehleez Pe Soya Nahi Karte Kisi Bhi Aik Gham Pe Baar Haa Roya Nahi Karte
- Rishty Chahe Khoon K Hon Magar Nibhaye Tu Ehsaas He Jaaty Hain
- Rasta Badal Liya Main Ne Ab Meri Jagah Yehi Hai Teri Jagah Nahi Hun Main Teri Saza Yehi Hai
- Dawa Bhi Chal Rahi Hai Marzz Bhi Barh Raha Hai
Jaane Kon Mere Marne Ki Dua Kar Raha Hai - Yeh Jo Hum Tujhe Jata Howa Dekh Rahy Hain
Aise Tu Chali Jaye Gi Benaaii Hmari - Jee Main Aata Hai Sab Chohr Dun Aik Shabb
Aur Kamry Main Kahen Likh Dun Maazrat - Rishty Chahe Khoon K Hon Magar
Nibhaye Tu Ehsaas He Jaaty Hain
- Na koi ham dard tha Na koi dard tha Phir aik hamdard mila Usi say sara dard mila
- Jitna tujhy kisi nay chaha bhi na hoga Utna to sirf me nay tujhy yaad kiya he
- Dil ki dharkan ban kar dil may raho gay tum Jab tak saans he mery sath raho gay tum
- Tujhy dusro say baat karty dekha to dukh hwa Phir yaad aya kay ham kaun sa tery apny hen
- Kay piyaar bhi kamal ki chiz he yar Dil say shuro hokar dimagh par khatam hota he
- Hamesha zindagi me aisy loog shamil karo Jin ka Dil chehry say zyada saaf ho
- Thak gaya hu laga laga kar Aik kay baad dusri umeed tujh say
- Yaqeen kijiye sahab Yaqeen ne hi mara he
- Jab saza de hi chuky ho to haal na pocho Ham agar be gunah nikly to afsoos hoga tumhy
- Jo mukammal milty nahi Wo mukammal bicharty nahi
- Barsoo sanwarty rahy qirdaar ko magar Kuch loog bazi le gay surat sanwar kar
- Baat wafao ki hoti to kabhi na harty Baat naseeb ki thi kuch kar na saky
- Kiya sunao apni wafa ki kahani tum ko Samandar kay rakhwaly thy aur sari umar piyasy rahy
- Ab kiya likhy ham khagaz par Ab likhny ko kiya baqi he
- Maut say kab marny waly thy ham Bool teri zubaan kay ham ko mar gay
- Mery halat pay muskuraty ho sahab Bad dua he tumhy bhi ishq ho jay
- Bekar kar deta he mujhy har aik khayal tera Aur aik tu he jisy kabhi nahi ata khayal mera
- Na hi sath he kisi ka aur na hi koi sahara Na he ham kisi kay aur na he koi hamara
- Mat parha karo itny ghor say meri tehriro ko Kuch yaad reh gaya to mujhy bhool nahi pao gay
Sad Shayari In Urdu for Girlfriend
Hey everyone! We’ve put together a special collection of two-line sad poems in Urdu just for you. These poems are meant to touch your heart and maybe even change your mood. We hope you enjoy this collection of sad Shayari in Urdu and share it with your friends to lift their spirits too.
If you’re interested in reading more poetry and quotes, make sure to visit our website and other related pages. You’ll find a variety of content including Urdu quotes, motivational quotes, Islamic quotes, and much more. Our website is updated regularly with new poetry and quotes, so there’s always something fresh to explore.
- Maana Ki Teri Deed Ke Qabil Nahi Ho Main
Tu Mera Shauq Dekh Mera Intizar dekh - Hum Ne Uske Intezar Mein Kayi Baras Guzar Diye
Woh Iss Aik Riwayat Pe Qaaim Raha, Jaane Wale Palat Kar Dekha Nahi Karte - Maana Ke Usko Hum Se Lagawat Hai Per Abbas
Itni Nahi Ke Hum Ko Bhulaaya Na Jaa Sake - Kaamp Uthti Hoon Mai Ye Soch Ke Tanhai Mai
Mere Chehre Pe Tera Naam Na Parh Le Koi - Ik Naam Kya Likha Tera Sahil Ki Rait Par
Phir Umar Bhar Hawa Se Meri Dushmani Rahi
- Hum Thay, Tum Thay, Kuch Jazbaat Bhi Toh Thay
Arey Choro! Kuch Nahi, Alfaaz Hee Toh Thay - Log Kehte Hain Tum Thora Badal Gaye Ho,
Batao Tute Huye Patte Rang Bhi Na Badle Kya? - Aik Hee Milne Wala Tha,
Aesa Bichra Ke Phir Mila Hee Nahi - Saare Khilone Chor Kar,
Jazbaat Se Khelte Hain Log - Ik Dilasa Hai Rooh Ko Warna
Kya Nikalta Hai Teri Yaadon Sy - Aaj Ek Aur Baras Beet Gaya Uske Begair,
Jiske Hote Huye Hote Thay Zamane Mere - Aankh Se Dur Na Ho Dil Se Utar Jayega,
Waqt Ka Kya Hai Guzarta Hai Guzar Jayega - “Apni Sanson Main Abad Rakhna Mughe ,Main Raon Na Rahon Yad Rakhna Mughe”
- Nam Na Lay Mery Samny Muhabbat Ka ,Nam To Leta Hai Dil Mera Tot Jata Hai”
- Kisi Sokhy Gulab Ki Manid ,Yaktarfa Muhabbat Sambhal Rakhi”
- “Har Bat Pay Jo Meri Tarf Dari Kar Raha Hai ,Wo Shaks Muhabbat Nahi Adakari Kar Raha Hai”
- “Us Say Kaho Apni Masrofiyat Kam Kar Day ,Suna Hai Bichar Jany Ki Ye Pehli Nishani Hoti Hai”
- “Na Aah Sunai Di Na Tarap Dikhai Di ,Fana Ho Gaye Tery Ishq Main Bari Khamoshi Kay Sath”
- “Aaj Shiddat Say Dil Chah Raha Hai ,Koi Itna He Poch Lay Tum Thek To Ho Na”
- “Ik Taluq Bacha Nahi Paye Ek Ranjish Ki Mar Nikly Hum”
Sad Shayari in Urdu for Boyfriend
Hey everyone, here you can read Sad poetry in Urdu, including text messages, touching two-liners, and poetry for friends. Whenever you’re feeling down or facing a possible separation, you can express those emotions through words.
Some people think of poetry only as words and do not understand the feelings hidden in them. Only those who are deceived in love can understand this feeling. An unhappy person only needs someone who understands and does not just say they understand them.
- Bohat aziat naak hota hai
Kisi ke paas woh dekhna jo aap se chenna gaya ho - Teri aik jhalak ko taras jata hai dil mera
Qismat walay hain woh log jo roz tera deedar karte hain - Yeh sawli rangat yeh saada sa huliya yeh udaas ankhen
Hum se koi jo dil lagaye to kyun lagaye - Meri gurbat ne kiya mujh ko zamane mein badnaam
Woh teri doulat hai jis ne tere aib chhupa rakhay hain - Kaise karen hum khud ko tairay pyar ke qabil
jab hum adaten bdalty hain tum shartain badal letay ho - Mein jis ke ishq mein kafir huwa
Woh kisi aur ki khatir musalman hogaya - Mai tenahaaye mai tenhai ko tanha kaise chor doo
Tenahaaye ny tenahaaye mai mera bohat saath diya ha - Chaar Din Ankh Ma Namee Ho Gi
Ham Merr Bee Gae To Kya Kamee Ho Gi - Dekhany ko saara aalam bee kam hai
Chaahany ka liye ek chehara bohat - Too mujhe chor ka jaane laga to yakeen aaya hai
Saanso ka siva to kuchh bee zarooree ni hota - Kabhee paas baitho to bataaye k dard kya hai
U door say puchho gay to khairiyat hee bataaye gay - Zabaat Kee Aakharee Manzil Pay Khada Shakhs Hu Ma
Iss Say Aagaye Meree Aankhon Ny Pigal Jaana Hai - Muskurany Se Shuru Aur Rulane Pay Khatam
Yeh Ik Zulm Hai Jisay Log Mohabbat Kehte Hain - Yaad uss ki abhi bhi aati hai
Buri aadat hai, kaha jati hai - Intizaar Tha Ham Ko Jin Ka Barasoo See
Vo Aye To Thee Magar Bichar Jaany Ka Liye - Seekh Raha Hon Mein Bhi Insanon Ko Parhnay Ka Hunar
Suna Hai Kitabon Se Ziada Cheharon Pay Likha Hota Hai - Theek Hai Sabar Kar Lia Main Ne Phir Bhi Us Shakas Ki Kami To Hai
- Shooq He Nahi Raha Khud Ko Sabit Karen Ab Aap Ne Jo Samjh Lia Wohi Hain Hum
- Main To Har Roz Dekhta Hu Aaeny Main Teri Jeet Ki Khatir Haara Howa Shakhs
- Ab Faqat Dekhty He Rehty Hain Warna Hum Bhi To Bolty Thy Kabhi
- Jis Ko Mile The Us Ko Zruri Nahi Lage Hum The Kahen Ki Khaak, Kahen Pe Pare Rahe
- Us Se Phele K Din Sanwar Jaty Us Ne Ankhen He Phair Len Mujh Se
- Aur Phir Aik Din Mere Liye Saari Muhabaten Jaag Uthen Gi
- Koi Nahi Jaan Sakta K Muskurata Howa Shakas Apne He Andar Kitni Jangen Larr Raha Hota Hai
- Yunhi Rangat Nahi Urri Meri Hijar K Sab Azaab Chakhy Hain
- Kabhi Ao Tu Tum Ko Sunayen Wo Dard Jo Hum Ne Dilon Main Chuhpa Rakhy Hain
Sad Shayari in Urdu 2 Lines
Hi there, friends! Here, you can discover short sad poems, including text messages, two-line Urdu poetry, and heartfelt shayari. Whenever you’re feeling sad or dealing with the pain of separation, you can express those feelings through the magic of words.
Two-line Urdu poetry is a lovely way to share your thoughts and feelings. Dive into this collection to express yourself through words. Here, you’ll find a wide range of recent two-line sad poems about life. Feel free to share these poems with your family, friends, and loved ones. Let this collection of two-line Urdu Shayari be your outlet to express the deepest emotions of your heart through words.
- Chaar Din Ankh Ma Namee Ho Gi
Ham Merr Bee Gae To Kya Kamee Ho Gi - Zabaat Kee Aakharee Manzil Pay Khada Shakhs Hu Ma
Iss Say Aagaye Meree Aankhon Ny Pigal Jaana Hai - Kuch log kehte thay ke har mourr pay yaad karen ge aap ko
Lekin shayad Inka poora rasta hi seedha tha na mourr aaya nah hmm yaad aye - Mere Haath Ki Lakiron Mein Yeh Aib Hai Mohsin
Mein Jis Shakhs Ko Chahoon Woh Mera Nahi Rehta - Kat To Jati Hai Magar Raat Ki Fitrat Hai Ajeeb
Is Ko Chup Chaap Jo Katu To Sadi Ban Jati Hai - Serr Dard To Mehez Aik Naam Hai….
Kuch Baatein
Dimagh Ko Aisay Chubti Hain Ke Hum Bardasht Nahi Kar Paate - Mujhe Dhundne Ki Koshish
Ab Na Kiya Kar,
Tune Rasta Badla to
Maine Manzil Hi Badal Li. - Takleef Ein Bhool Gaya Mein Dhang Hi Dua Ka
Khuda Ko Hi Dainay Laga Mein Vaastaa Khuda Ka__! ! - Meri Mohabbat Na Sahi Shayri Ki To Daad De,
Roz Tera Zikr Krta Hun Tera Nam Liye Bagair.! - Har Shakhs Nahi Hota Hamdard
Har Shakhs Ko Nah Bataya Karo Dastan - Khayaal Unheen Ke Atay Hain Jin Se Dil Ka Rishta Ho
Hr Shakhs Apna Ho Jaye Sawal Hi Peda Nahi Hota - Jo Dil Ke Saaray Dard Baant Le
Aisay Dost Zindagi Mein Bohat Kam Mlitay Hain - Waqt Miley to kabhi rakhna qadam mere dil ke aangan mein
ae ___DOST
Heran reh jao ge mere dil mein apna maqam dekh kar - Yun Lagey Dost Tera Mujh Se Khafa Hojana
Jis Terhan Phool Se Khushbu Ka Judda Ho Jana - Hum Apni Isi Ada Par Thora Ghuroor Karte Hain
Nafrat Ho Ya Dosti Dono Bhar Pur Karte Hain - Assan Nahi Hai Mujhe Parh Lena
Lafzon Ki Nahi Jazbaat Ki Kitaab Hun Main - Humare Pass Jo Degree Hai Nafsiyat Ki Hai
Rowaiya Kaise Badlta Hai Hum Samjhty Hain - Aur Phr Kuch Raaten Aisi Bhi Hoti
Hain K Saans Lena Wabaal Lagta Hai - Main Ne Aik Shakas Jeet Kar Haara
Ab Mujhe Khel K Maidan Bure Lagty Hai - Mere Haath Ki Lakiron Mein Yeh Aib Hai Mohsin
Mein Jis Shakhs Ko Chahoon Woh Mera Nahi Rehta - Heran Nahi Hon Faqat Yeh Dekh Rahi Hon….. ,Kitna Gir Rahay Hain Log Mujhe Giranay Mein…
- Us ny kaha khuda ko shahid yahi mansoor tha, Khuda ny kaha ma toh man hi jata us ny tujhy manga hi ni
- Muskurany Se Shuru Aur Rulane Pay Khatam,Yeh Ik Zulm Hai Jisay Log Mohabbat Kehte Hain