Attitude Shayari in Urdu is a type of poetry that shows feelings through attitude and style. “It boldly and confidently conveys emotions and personality.” Furthermore, Attitude Shayari uses smart words, comparisons, and strong emotions to share a confident and bold message. It’s a way to show off your personality and carry yourself with style
There are many types of attitudes bad, good, aggressive, motivational, etc. This is a quality by which the person’s character in front is known. Moreover, you will get shayari on attitude, bad attitude status, and attitude wali shayari in Urdu which you can use anywhere. Also, check Attitude Shayari for boys
Attitude Shayari has a special ability to blend feelings of sadness with a fighting spirit. It acknowledges the tough times but refuses to surrender entirely to sadness. Instead, it faces challenges with a resilient attitude, refusing to be defined solely by pain.
Furthermore, Attitude Quotes foster a sense of solidarity among individuals navigating similar struggles. By sharing their poetry with others, people not only validate their feelings but also forge supportive connections built on shared experiences. In this collective expression of sadness, they discover strength in unity, knowing they are not alone in their hardships.
The Attitude Shayari in Urdu
In the world of emotions, poetry is a strong tool. When it comes to expressing sadness, attitude poetry stands out. It uses emotion and determination to comfort those feeling down. Attitude Shayari for boys is brave and independent, helping them express sadness while staying strong. For girls, it’s about resolve and loyalty, facing feelings directly.
Especially in moments of sadness, 2 Lines Attitude Shayari serves as a form of solace. Through the rhythmic flow of words, people can express their inner turmoil, finding solace and comfort in the power of language. It enables them to confront their emotions honestly, turning pain into poetry and despair into determination.
- Khamoshi Ka Matlab Lehaz Hota Hai
Log Usse Kamzoori Samjh Lety Hain - Main Shokh Chanchal Uljhe Mizaj Ki Larki
Apni Masti Main Ghum Rehna Pasnd Karti Hun -
Mitta Sakte Ho To Mitta LoLakhon dilo Ki Tasweer Hun Main
-
Dunya Ki Sab Se BariKamzoori Shraafat HaiJis Ka Faida AksarGhatiya Log Uthate Hain
-
Maana K Main Kuch Bhi NahiLekin Koi Mujh Sa Bhi Nahi
-
Bure Hain Tabhi To Jee Rahe HainAche Hoty To Dunya Jeene Nahi Deti
-
Saleeqa Jin Ko Sikhaya Tha Hum Ne Chalne KaWo Log Aaj Humen Daaiyen Baaiyen Karne Lage
-
Waqat Lage Ga Sanbhal Jaon GaThookar Se Gira Hun Apni Nazron Se Nahi
-
Hoti Rahe Khilaf Mere Shehr Ki HawaMain Ne Bhi Har Mizaj Ka Theka Nahi Lia
-
Anna Parasat To Hum Bhi Gazab K HainTere Garoor Ka Bas Ehtraam Karte Hain
-
Hum Ne Seekha Nahi Jhuk JanaTum Pe Lazim Hai Azmao Taqat Apni
-
Hum Samundar Hain Humen Khamosh Rehne DoZara Machal Gaye To Shehr Le Dooben Ga
-
Wo Jo Tohmat Lgaaty Hain Mujh ParMere Sabar Ki Maar Khayen Ge
-
Nikle Hain Wo Log Meri Shaksiyat BigarneKirdar Jin K Khud Maramat Maang Rahe Hain
-
Hum Misaal De Kar NahiMisaal Ban Kar Jiyaa Karte Hain
- Mery Jeeny ka tariqa thora alag hay
Main umeed pe nahin apni zid pe jeeti hoon - Koi toot kar chaahy bas itni si tamanna hy
Phir reit ki tarah bikhar bhi jaun to koi baat nahi - Kesi k rooth jany se mujhy sajna nahin aata
Teri be_dard duniya se mujhy larna nahin aata - Apnay andar ko kha gai main
Khud mein rahna koi mazaq hay - Sakhat tanhai pasand hon
Aap maghroor keh sakty hain - Mujhe nafrat pasand hai
Lekin dikhawae ka pyar nahi - Wo mere khawabo pe hanste thy
Ab main unk lifestyle pe hansta hoon - Hamari personality, hamari ek ada
Tu kya teri saheli bhi hum pe fida - Sshhhhh, bhonkna insano ka nahi
Kutton ka kaam hai - Kaam aisa karo k naam ho jaye
Warna naam aisa karo k naam letay hi kaam ho jaye
- Jo maza seen kar k ignore karne main ha
Wo block karne main nahi - Aadat nahi peeth peeche war karne ky
Do lafz kam bolta hoon par samne bolta hoon - Nafrat hi to kar sakte ho
Or tum mera kar bhi kya sakte ho - Tere liye hogi lakhon ki akarr teri…
Hamen to 2 rupee ki b nahi lagti - Dushman or ciggerate ko jalane k baad
Kuchalne ka maza hi kuch aur hai - Waqat kharab hai isi liye khamosh hun
Sab ka hisab hoga jis din ye demagh kharab hoga - Mujhy hara kar koi meri jaan bhi lele manzoor hai.
Magar dhoka dene wale ko Main dubara moka nahi Deta - Dard to Naseeb sy milta hai mere Dost
Aukat tere bhi nahi , Mujhy tarpane ky - Soch kar rakhna humari saltanat mein qadam
Hummari mohabbat ki Qaid main zamanat Nahi Hoti - Hum py hota nahi asar kisi ki adaon ka
ye Ishaq kam nahi , Hum nawabon ka - Duniya ki khooshi say hamein kia lena,
Hum to apne ghumun main, Nawabun ky tarha rehte hein - Hum kese sy jalte nahi, Hum to bas jalate hn
Dushmano ko dekh kar, Khoob muskurate hein - Matlabi logun sy agar dur raho to
Zindagi itni buri bhi nahi hai - Mun pay such bolny ki adat hay
Isy liye to boht badtameez hun main - Tu waqif nahi meri dewangi sy
zid pay aoun to khuda bhi dhoond lu - Manzil bhi zidi hai rasty bhi zidi hain
Dekhty hain kal kia hoga, hosly bhi zidi hain
Attitude Shayari Whatsup Status
“Attitude Shayari for WhatsApp Status” is a fun way to share your feelings using short poems on your WhatsApp profile. It lets you show your attitude and emotions in a cool and brief way. Whether you’re feeling confident, playful, or thoughtful, attitude shayari gives your status updates a special touch that makes them memorable. So, if you want to add some poetic charm to your WhatsApp status, attitude shayari is a great option!
Urdu Attitude Shayari with photos designed for both boys and girls. So, you can share amazing poetry and statuses on Facebook, Instagram, and WhatsApp.
-
Kabhi Yeh Na Samjhna Tere Qabil Nahi HumTarasty Hain Wo Log Jin Se Milty Nahi Hum
- Woh Jo Mohabbat Mein Sath Nibahane Aaya Tha
Lagta Hai Bas Auqaat Dekhane Aaya Tha - Zaroori Nahi Keh Log Aag Se Jalay
Kuch Log Hamaray Andaz Se Bhi Jalte Hain - Na Mein Gira Na Meri Umeed Ke Minar Giray
Magar Kuch Log Mujhay Giranay Mein Kahi Bar Giray - Tum Mohabbat Ki Baat Karte Hoo Sahab!
Hum Tou Nafrat Bhi Kamaal Ki Karte Hain - Us Ne Kaha Hum Se Dushmani Mahengi Paray Gi
Mein Ne Kaha Sasti Toh Hum Cigarette Bhi Nahi Peetay - Ajeeb Si Aadat Aur Ghazab Ki Fitrat Hai Hamari
Muhabbat Ho Ya Nafrat Donon Shiddat Se Karte Hain - Meri Tareef Karay Ya Mujhe Badnaam Karay
Jis Ne Jo Baat Karni Hai Sar-e-Aam Karay - Khud Ko Jhuka Kar Kisi Ko Palkon Par Mat Beitaho
Na Chahat Ke Had Se Barho, Na Ishq Ko Sar Pah Charaho - Rutha Howa Hai Hum Se Is Baat Par Zamana
Fitrat Mein Hamare Nahi Sar Ko Jhukana - Hum Samandar Hain Humein Khamosh Hi Rehnay Do
Zara Sa Machal Gaye Tou Poora Shehar Le Dobay Gaye -
Aukaat nahi aankhe Milane kiBaat krty hain hame Mitane ki
-
Chand_sooraj or sitare mery saath rahyJab tak tumhary hath mery hath me rahyShakho se toot jaye wo patty nai hain humToofan se koi kahe do apni aukaat me rahy
-
Wafa karo itni ki sawar jayeNafrat karo itni ki mar jaye
-
Khuda se dar logo se nahinLog to aaj hai kal nahin
-
Sacchai ki is jung me to joothe bhi jeet jate hainWaqt apna acha na ho to apnebhi beek jaty hain
-
Tera ghamand ek din tujy hi harayegaMain kya hun ye to tuje waqt hi batayega
-
Chota sa naam hy pr maayne bhi bahut hainMasoom sa chehra pr chahnewale bahut hain
-
Maths Formula2 me se 1 gaya 1 bachaLove Formula2 me se 1 gaya 1 bhi nai bacha
-
Mery irady bilkulSaaf hoty hainKuch harami meryKhilaf hoty hain
-
Akal ke nhi hisab keThode kacche hainTeri sakal se mere kutteBhi 100 guna achy hain
-
Tery pass junoon hayTabhi to tera guroor merySamny chaknachoor hay
-
Mujhy apny Kirdaar pe younItna to besaq Yakeen hayKoi mujy Choorr sakta hayMagar Bhula nahay sakta
-
Badshah ho ya maalikSalami hum nhi kartyPaise ho ya rajkumariGulami hum nhi karty
-
Mat pooch meraHaal kaisa hayJaisa bhi KhudaChahy waisa hay
-
Doob chuka hun abTum saam banjaoMai banta hun nashaTum jaam banjao
-
Samne maut hay to kyaMain rasta nahin modugaAur_marne ke dar seMain manzil kyun choduga
-
Seese me Doob kr piteHi rahy us Jaam koKosis bahut ki Mgr bhulaNa paye ek Naam ko
-
Shareef hay is liyeKesi se ladty nahiZamana janta hayKesi se Dardo nahi
-
Jiyo or Jeene doPiyo or Peeny do
-
Pehle ye batao Wafadar kon hay…Waqt to Bata hi Dega kiSab se bada Gaddaar kon hay
-
Suno jaani dosti karoge toJannat ka nazara paogeDusmani karoge to khud kiSakal bhi nhi dekh paoge
-
Milne ko toh har shakhsIzzat se milaPr sala jo mila kesi na kesiKaam se mila
-
Haddiya to tod diGuroor bhi todege
-
Chehre ki sari ronak udd jayegiHaste raho jb tk ishq na ho
-
Humne to sirf chingari lagayiAag apne aap lag gayi
-
Suna hay ki samundar ko gumaan aaya hayUdhar hi le chalo kashti jaha tufaan aaya hay
-
👉 Sun paglyHum apna Status dilo par update karty hain Facebook par nahin Q kay humare Attitude ko samjne k liyeExperience chahiyeQualification nahin
-
Koshish itni hay ki koi roothe na hamseMagarNazar andaaz karne waalon se ham bhi nazrein nahi milate
The Attitude Shayari in Urdu 2 lines
“Two-line Attitude Shayari” is a brief and punchy method of expressing your attitude and emotions. In just a couple of lines, these verses encapsulate your mood and perspective. Whether you’re feeling confident, rebellious, or determined, two-line attitude Shayari makes a bold statement that resonates with you. If you want to convey your attitude in a powerful yet brief way, these shayari are the perfect choice!
- Woh Jo Mohabbat Mein Sath Nibahane Aaya Tha
Lagta Hai Bas Auqaat Dekhane Aaya Tha - Tum Mohabbat Ki Baat Karte Hoo Sahab!
Hum Tou Nafrat Bhi Kamaal Ki Karte Hain - Aakhri baar apni safai deta hu
Mein wo nahi jo dikhai deta hu - Rutha huwa hai mujh se is baat par zamana
Shamil nahi hai meri fitrat me sir jhukana. - Ehsaan Yeh Raha Tohmat Lagane Walon Ka Mujh Par,
UthhTi Ungliyon Ne Mujhe MashHoor Kar Diya. - Ek Sun Sakta Hoon To Char Suna Bhi Sakta Hoon
Ehtram Karta Hoon Magar Khoob Aana Rakhta Hoon - Mujhe kamzor samjhne ki galti maat krna
Pyar or waar waqt aane pe karunga. - Meri Izzat Pe Baat Ai To
Main Mohabbat Bhi Maar Dalun Gi! - Dil sukoon chahata hai
Jo tere bagair mumkin nahi. -
Teri nazar ka Nasha hay muje abhiYe jaam door rakh Piluga phir kabhi
-
Poori Zindagi guzar deti hayCigarett Marne kaha deti hay
-
Mohabbat naam se Badnaam ho gayiDuniya saali jism ki Deewani ho gayi
-
Dosti To Haq Se NibhayiPar Kutto Ko Raas Na Aayi
-
Mohabbat Ki Baat Rahne DoChain Ki Saans Jeene Do
-
Waqt aane per tham denge udan unkiJo parinde aukat se jyada udane lage hain