Love is the most beautiful feeling in the world. True love is found only by luck Can you express your love in words?  Love poetry in Urdu is popular in Pakistan and India. It is the most famous form of poetry in our global community. Love and romantic poems in Urdu show the real feelings we imagine. They tell us how special someone is to us. It’s poetry about love, sweet words, and quotes from the heart. Famous poets have written beautiful words of love in Urdu.

You can send romantic Urdu poetry via text or images to your friends, wife, or loved ones. Easily share them on WhatsApp, Instagram, and Facebook, and even download them for a delightful sharing experience. We use love poems to show our love. We tell the person how much they mean to us. When we miss our partners and can’t be with them, we can share these poems with them. Also, Check Sad Shayari In Urdu

love poetry in urdu

Love Poetry in Urdu

Love poetry for loved ones helps people express their feelings. Urdu love poetry dives into the “truth of imagination”. It includes love shayari, romantic poetry, and heartfelt quotes. Many well-known poets have penned beautiful love poetry in Urdu. Fans of Urdu Shayari have their favorites. You can share love poetry in Urdu via text messages, images, and downloads with your friends, husband, wife, and other loved ones.

Urdu love poetry is like a beautiful song that touches your heart. It’s an art that shows the many feelings of love using words that make you feel passionate, longing, and devoted. This poetry talks about all sides of love, from the exciting happy moments to the sad times of missing someone. It paints pictures of romance and longing using vivid words. Whether it’s celebrating love’s beauty or talking about the sadness of being apart, Urdu love poetry is always captivating. It’s timeless, and appealing to people of all ages. So, dive into the world of Urdu love poetry and let its beautiful words move you.

  • Teri Yaad Elaaj-e-Gham Hai
    Soch Tera Muqam Kia Hoga
  • Yeh Kehna Tha Un Se Muhabbat Hai Mujh Ko
    Yeh Kehny Main Mujh Ko Zamane Lage Hain
  • Lafz Saada Hain, Magar Kitne Piyare Hain
    Tum Humare Ho, Hum Tumhare Hain
  • Kisi Ko Kia Btayen Kitne Majboor Hain Hum
    Bas Jis Ko Chaha Ussi Se Door Hain Hum
  • Tujhe Dekhny K So Bahane The
    Haye Wo Zamane Bhi Kiya Zamane The
  • Muhabbat To Phir Muhabbat Hoti Hai
    Phir Chahy Hasil Ho Ya La Hasil
  • Us Ki Ankhon Main Muhabbat Ka Sitara Hoga
    Aik Din Aye Ga Wo Shakas Humara Hoga
  • Ek Dosry K Waste Dono Bane Wassi
    Guldan Mera Dil Hai Teri Yaad Phool Hai
  • Main Tere Bin Weran Piya
    Tu Mera Kul Jahan Pia
  • Dil Us Ko Diya Hai To Wohi Dil Main Rahe Ga
    Hum Log Amanat Main Khyanat Nahi Karte
  • Tere Ishq Main Yun Neelam Ho Jaon
    Akhri Booli Teri Ho Aur Tere Naam Ho Jaon
  • Apne Bas Main Kar Lete Ho
    Kitna Be-Bas Kar Dete Ho
  • Apna To Chahton Main Yehi Ek Asool Hai
    Tera Bhala Bura Humen Sab Kuch Qabool Hai
  • Jis Ghari Tum Se Baat Hoti Hai
    Wohi Ghari Meri Kainat Hoti Hai
  • Milay jo koi hum sa to thaam ke rakhna
    Hum bhi to dekhein… mud-e-muqabil apna.
  • Mil to jaate hain sab apna kehnay walay!
    Par apna woh jo bin kahe aap ki baat ko samjhe.
  • Tare Ishq Ki Hai Justaju Tari Karbaton Ka Sawal Hai Meri Saans Hai Jo Rawan Rawan Teri Chahton Ka Kamaal Hai
  • Tumhare Sheher Ka Musam Bara Suhana Lage Main Aik Sham Chura Lu Agr Bora Na Lage Kya Kaha Ishaq Jawadani Hai Aakhri Bar Mil Rahi Ho Kyaia
  • Aaj Dekha Ha Tujh Ko Dair Ke Bad Aaj Ka Din Ghuzar Na Jae Kahin
  • Main Chahaun Bhi Tu Woh Alfaaz Na Likh Pao Jis Mein Bayan Ho Jay Ke Kitni Mohabbat Hai Tum Se
  • Saare zaaikay bhulaye baithe hain Janab ke hont yaad aaye baithe hain
love poetry in urdu
  • Tum ne dekha hai sirf hamari aankhon ko,
    Tum ne aankhon mein kahan dekha hai.
  • Dosti woh jo aap ke jazbaat ko samjhe,
    Hamsafar woh jo aap ke ehsaas ko samjhe.
  • Muhabbat mein yehi khauf kyun musallat rehta hai
    Kahin mere siwa koi aur to azeez nahi usay.
  • Koi chehre ka deewana hai, koi akhlaq ka talib
    Manzil sab ki matlab hai, mohabbat kon karta hai.
  • Log mohabbat karte hain to kyun chhupate hain,
    Chhup chhup ke to gunaah kiye jaate hain.
  • Zamaana kehta hai woh mera saath chhod gaya
    Woh mujhko bhool gaya, mere dil ko toṛ gaya.
  • Saansain bhi kar doon teri saanson mein muntaqil
    Is se zyada aur kis tarah chahoon main tujhe.
  • Tum ho meri duniya ka ek khwaab, har lamha tumhein paana chahta hoon, Tumhari mohabbat, meri duniya ko roshni deti hai.
  • Muhabbat karne ka haq uss ko hi hota hai,
    Jo aurat ki izzat karna jaanta hai.
  • Apni saanson ke daaman mein chhupa lo mujhko
    Teri rooh mein utar jaane ko ji chahta hai.
  • Tu apne dil ki jawaan dharaaon ko gin ke bata, 
    Meri tarah tabdeel beqaraar hai ke nahi
  • Kuch to baat hai fitrat mein teri warna,
    Hum tujh se guftagu ki khata baar baar na karte.
  • Woh aata jaaye magar intezar hi kam hai,
    Woh bewafa to nahi, mera pyaar hi kam hai.
  • Jhuki jhuki si nazar beqarar hai ke nahi,
    Daba daba sa sahi dil mein pyaar hai ke nahi.
  • Deedaar jo hua ek teri nigaah se,
    Qadmon ne aage chalne se inkar kar diya.
  • Dil ki dhadkan ho tum, har pal ka intezar ho tum.
    Meri zindagi ka har raaz, meri chaahat ka pyaar ho tum.
  • Mera iss shakhs se bas itna sa talluq hai,
    Use jab dard hota hai mujhe mehsoos hota hai.
  • Meray dil ki pur-dard ki, tumhein yaad karti hai
    Tumhara pur-husn, meray dil ko mohabbat se bharta hai.
love poetry in urdu

Love Poetry for Husband in Urdu

Love poetry for your husband is a beautiful way to express your feelings and appreciation for him through heartfelt verses. These poems convey the depth of your love, admiration, and gratitude for your life partner. Whether it’s celebrating your bond, expressing your affection, or simply cherishing the moments you share, love poetry for your husband captures the essence of your relationship in a tender and meaningful way. So, if you want to convey your love to your husband especially romantically, love poetry is a perfect choice!

  • Woh Kehte Hain Ishq Ki Wazahat Karein,
    Hum Kehte Hain Faqt Mehboob Ki Ataat Karein
  • Main Bhi Graduate Hun Tum Bhi Graduate,
    Ilmi Mubaase Hon Zara Paas Aa Ke Lait
  • Tumhe Pata Hai Mere Hathon Ki Lakeeron Mein,
    Tumhare Naam Ke Saara Haruf Bante Hain
  • Mar Ke Toh Mati Ne Mati Se Hee Mil Jaana Hai,
    Kyun Na Hum Do Mati Aik Dusre Per Mit Jayein
  • Tumhare Husn Ka Hota Hai Jab Bhi Tazkara Jaana,
    Misaalein Jhoomti Hain Iste’aare Raqs Karte Hain
  • Uss Jaisa Koi Masoom Kahan Hoga,
    Uss Jaisa Koi Haseen Bhi Kahan Hoga
  • Apne Honton Se Keh Doh Yun Na Muskuraya Karein,
    Hum Bare Gustakh Hain Choom Liya Karte Hain
  • Main Chahaun Bhi Toh Woh Alfaaz Na Likh Paun,
    Jis Mein Bayaan Ho Jaye Ke Kitni Mohabbat Hai Tum Se
  • Lafz Saada Hain, Magar Kitne Pyare Hain
    Tum Hamare Ho, Hum Tumhare Hain
  • Bus Mujhe Hee Karna Saara Ka Saara,
    Yeh Jo Pyar Hai Tumhara, Yeh Haq Hai Hamara
  • Bahon Mein Teri Ab Yaara Jannat Hai,
    Maangi Khuda Se Tu Woh Mannat Hai
  • Jab Bhi Utha Ke Hath , Mujhe Mangti Thi Woh
    Kehtien Thien Zor Zor Se , Ameen Chooriyan
  • Teri Deed Jisko Naseeb , Woh Naseeb Qabil e Deed Hai
    Tera Bolna Meri Zindagi Tera Dekhna Meri Eid Hai
  • Main jazb kar lun sari thakawatein teri Tu ek baar mere bazon mein aa to sahi
  • Misalein denge log Meri kismat Ki Tum a jao meri kismat k hise me
  • Khud se duur na kijiye mar jaunga huzoor Main mujrim hun pass rakh kar saza dijiye mujhe
  • Usse kaho ki apna khas khayal rakha kare Mana ke sansen uski hain per jaan to hamari hai
  • Kasoor mera tha tu kasoor tumhara bhi tha Humne jo najar uthe to tum hi najar jhuka lete
  • Itni manmaaniyan acchi nahin hotin Tum sirf apne hi nahin mere bhi ho
  • Hamesha k liye apne paas rakh lo na mujhe Koi puche to kah dena dil hai mer
  • Bhulna bholana dimag ka kam hai Tum dil mein rehte ho befikar raha karo
  • Agar tu waja na puche to ek baat kahun Bin tere ab humse bhi jiya nahin jata
  • Tumko uljha kar kuchh sawalon mein Maine ji bhar ke tumko dekh liya
  • Takhleek e kayenaat ki ye reet badi nirali hai Jo hona sake apna acha bhi wahi lagta hai
  • Uske chehre ki chamak ke samne sada laga Aasman pe chand pura tha magar aadha laga
  • Chhut jaaye jamana koi gam nahin Haath tera rahe bas mere haath mein
  • Ye sherakat bhi kaise sah lon Ke chho rahi hain hawayen tumko
  • Woh Kehte Hain Ishq Ki Wazahat Karein, Hum Kehte Hain Faqt Mehboob Ki Ataat Karein
  • Main Bhi Graduate Hun Tum Bhi Graduate, Ilmi Mubaase Hon Zara Paas Aa Ke Lait
  • Tumhe Pata Hai Mere Hathon Ki Lakeeron Mein, Tumhare Naam Ke Saara Haruf Bante Hain
  • Mar Ke Toh Mati Ne Mati Se Hee Mil Jaana Hai, Kyun Na Hum Do Mati Aik Dusre Per Mit Jayein
  • Tumhare Husn Ka Hota Hai Jab Bhi Tazkara Jaana, Misaalein Jhoomti Hain Iste’aare Raqs Karte Hain
  • Tujhe soch kar jo aati hai Wo muskurahat kamal ki hoti hai
  • Mujhe mohabbat hai uski saari khamiyon se Us se behtar bhi koi hai, to bhaar mein jaye
  • Main chalti bike par ye sochta hoon Ke mere peeche tum kaisi lago gi
  • Me hasabo me ab nai parta Tumy bs bay hasaab chahta hu
  • Kon krta ha wafao ka taqaza tum sy Hum to Aik chooti si tasali ky talabgaar thy bs
  • Meri ankhon ki ronaq 0r dil ka qarar ho tum Meri thandi ice kareem 0r aam ka achaar ho tum
  • Mujy tum sy mohabat ha yeh tum jaan lo 0r tum pr hi mera haq ha yeh tum maan lo
  • Na tumy hosh rahy 0r na mujy hosh rahy Is qadar toot ky chaho mujy pagal kr do
  • Naraz sirf un sy huwa jata ha Jin py maan ho ky wo mana ly gy
  • Aao mohabat mukamal krty hai Tum kanda lao hum sr rakty hai
  • Us ny dekhi us ny choomi Me ny rakh di sambaal kr ankhain
  • Dekh yeh kisi 0r ki ankhain hai ky meri Dekh yeh kisi 0r ka chehra ha ky tum ho
  • Mera ishq urhoo jesa ni ha tanha raho ga pr tera hi raho ga
  • Hazar batain kahay zamana mari wafa py yakeen rakhna
  • Jb sy rakha ha tujh ko ankhon my mari ankhon sy log jalty hn
  • Ma tujhy daikhta toh rahta hoon magar mujh sy daikhy ni jaty tujhy daikhny walay
  • Dil my jitny sawal ha maray un ka dilkhash jawab tum ho
  • Apni sansoon ky daman my chupa lo mujh ko Teri rooh my utar janay ka dil chahta ha
  • Tumhari muskurahat, meri dunya ko rangin banati hai Tumhari har hansi, mere dil ki sukoon hai
love poetry in urdu

The Love Poetry for Wife In Urdu


Love poetry for your wife is a wonderful way to express your deep affection and admiration for her through beautiful verses. These poems are like love letters written in the language of emotions, capturing the essence of your feelings and the beauty of your relationship. Whether it’s celebrating her charm, expressing your gratitude for her love, or simply cherishing the moments you share, love poetry for your wife conveys your devotion in a heartfelt and romantic way. So, if you want to express your love to your wife in a special and meaningful manner, love poetry is the perfect choice

  • Koi Nahin Aaeyga Meri Zindagi Main Tere Siwa
    Ik Moot He Hai Jis Ka Ham Wada Nahin Kartay
  • Bimaar Ko Maraz Ki Davaa Deni Chaahiye
    Main Pinaa Chaahta Hoon Pila Deni Chaahiye
  • Nae Kirdar Aate Ja Rahe Hain
    Magar Natak Purana Chal Raha Hai
  • Ankh Mein Paani Rakho Honton Pe Chingari Rakho
    Zinda Rahna Hai To Tarkiben Bohat Saari Rakho
  • Shaḳhon Se Toot Jaayen Wo Patte Nahin Hain Hum
    Andhi Se Koi Keh De Ki Auqat Mein Rahe
  • Nahi Ho Ga Kamzor Tumhara Aur Hamara Rishta
    Yeh To Waqt Ki Saazish Hai Kabhi Hum Masroof Kabhi Tum Masroof
  • Meri Dharkan Tujh Se Hain Meri Sansen Tujh Se Hain
    Tairay Liye Lar Jaoon Duniya Se Mujhe Itna Ishq Tujh Se He
  • Teri Masoom Nigahon Ke Taqaddus Ki Qisam
    Dil Ne Kya Rooh Ne Bhi Tujhe Chaha Hai
  • Jab Yaar Ne Utha Kar Zulfon Ke Baal Bandhay
    Tab Mein Ne Apne Dil Mein Lakhoon Khayaal Bandhay
  • Baat Baat Pay Muskuratay Ho Kyun Baar Baar
    Jaan Lainay Ke Tareeqay To Aur Bhi Hain
  •  Koi Puchta Hai Mujh Se Meri Zindagi Ki Qeemat
    Mujhe Yaad Aa Jata Hai Tera Halka Sa Muskurana
  • Tujh Se Haaru To Jeet Jata Hon
    Teri Khusihyan Aziz Hai Itni
  • Mai Waqt Ban Jaoon To Ban Jana Koi Lamha
    Mein Tujh Mein Guzar Jaoon To Mujh Mein Guzar Jana
  • Banda to main shareef hoon lekin Tumhe dekh kar bigarnay ko dil chahta hai
  • Aye Allah, tera har faisla sar aankhon par Lekin mujhe duniya aur akhirat mein yeh chahiye
  • Chaho to chor do, chaho to thaam lo Muhabbat hamari hai, marzi tumhari hai
  • Haaye baat poori nah ho saki mujh se Honton par hont rakh diye us ne
  • Tum mera haath pakar kar to dekho Main sabit karunga ke har koi haath nahi chhorta
  • Tum par duniya tamam hoti hai meri Tumhare aage koi jahan nahi mera
  • Man Pasand Shakhs Se Apna Naam Bhi Sunna
    Dil Ki Taskeen Mein Shumar Hota Hai
  • Meri Dharkanon Ko Bara Acha Lagta Hai
    Jab Tum Kehte Ho Tum Jaan Ho Meri
  • Bazahir Toh Mein Ek Aam Se Larki Hoon
    Lekin Ek Shehzade Ne Shehzadi Bana Rakh Hai
  • Is Se Barh Kar Aur Kitna Qareeb Laon Tujhe
    Keh Tujhe Dil Mein Rakh Kar Bhi Dil Nahi Bahrta
  • Jab Bhi Zikar Hota Hai Sukoon Ka
    Wahi Teri Bahon Ki Talab Lag Jati Hai
  • Le Kar Hathon Mein Hath Umer Bhar Ka Soda Karlein
    Kuch Muhabbat Tum Karlo Kuch Muhabbat Hum Karlein
  • Jis Ki Ik Jahlak Dekhe Sare Din Ki Thakan Utare
    Mein Aise Humsafar Pah Bar Bar Sadqe
  • Muhabbat To Buhat Chota Lafz Hai
    Meri To Jaan Basi Hai Tum Mein
  • Kis Kis Tarah Se Chupaon Tum Ko
    Meri Muskurahat Mein Nazar Aane Lage Ho Tum
  • Tum Meri Zindagi Ho Meri Jaan!
    Kabhi Gusse Mein Bhi Mujhe Chor Ke Nahi Jana
  • Kya Taluq Hai Jo Nahi Hai Tujh Se
    Tou Mera Dost Bhi Hai Yar Bhi Hai Aur Ishq Bhi
  • Log Kehte Hain Ban Dekhe Kuch Mehsoos Nahi Hota
    Hum To Ban Dekhe Tujhe Har Pal Har Lamha Mehsoos Karte Hain
  • Buhat Khayal Rakha Karo Apna Janab!
    Meri Aam Se Zindagi Mein Buhat Khaas Ho Tum
  • Khud Ko Tum Se Jod Diya
    Baki Sab Rab Pah Chor Diya
  • Aaja Tujhe Be-Sakhta Seene Se Laga Lon
    Meri Jaan Tabiyat Zara Ghabrai Howi Hai
  • Kehne Ko To Mera Dil Ek Hai
    Par Jisko Diya Hai Woh Hazaron Mein Ek Hai

What is Romantic Poetry?

Romantic poetry is loved all over the world. Poetry has always been a way for people to express their feelings. Many poets have touched people’s hearts with their words. Romantic poetry in Urdu, a language from India and Pakistan, is especially famous for its rich tradition. It has produced some of the most beautiful romantic poems. This article will take you on a journey through time to explore the beauty and range of romantic poetry in Urdu.

History of Romantic Poetry in Urdu

Urdu poetry started a long time ago, in the 13th century. But in the 18th century, romantic poetry became very popular. This was a time when art and culture were growing a lot in India and Pakistan. This helped romantic poetry to grow. Famous poets from this time are Mir Taqi Mir, Mirza Ghalib, and Meer Dard. They wrote about the beauty of nature, the power of love, and the sadness of heartbreak.

Conclusion

Thank you for your support and for visiting our post. I hope you enjoyed the love poetry in Urdu. If you have any questions or suggestions, please feel free to share them in the comment box. Your thoughts are valuable, and I look forward to hearing from you.